NAMAZ ME PAIRO KA RUKH

Sawal :Assalamualaikum mufti sahab,Namaz k halat me pairou k ruqq {direction kaha hona chahiye] sidhe qible k tarah yaa thoda cross ?  (Mohammed Iqbal Khan),

Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,,Namaz me Pairo ka Rukh(direction) seedhe Qiblah ki taraf hi hona hai,Cross Nahi rahna chahiye aur is se kisi qisam ki be adabi nahi hoti hai,kyu ki namaz me chahreh wa soorat ke rukh ka etebar hota hai,aur pairo ke rukh ka bhi yahi hukm hai.

(Sharh Ul wiqayah,Vol/1)

You might also like