AQEEQAH ME BAKRI ZUBAH KARNE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum, Mufti saheb,
kiya Aqeeqah me BAKRA hi zubah karna zarooi hai,kiya BAKRI zubah nahi karsakte ?
(khazi yusuf saheb),


Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,
islam me Aqeeqah me Bakra ho Ya BAKRI dono zubah karsakte hai,ladke ki taraf se 2 Bakra ya Bakri,
ladki keliye 1,Bakra ya Bakri
zubah karna “SUNNATH” haia,
awr ye hukm hadees e paak se sabit hai,hawalah ye hai,
(jamiut tirmizy,vol/1,pg/278),


plz,read and share it.

You might also like