BANK KI JOB KA HUKM ?

Sawal : Assalamualaikum, mufti sahab kya as a accountant kisi company yaa bank me kamm kArsakte kyu k kisi bhi company me hou yA bank wahA k interest k transaction bhi record krna hoga maherbani iss masle par jawab inayAt farmaye, jazakallah.

(Mohammed Azam),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..Kisi Company ya Kisi Bank me As an “Accountant” Job karne ki ijzat hai,kyu ke usme kayi qisam ke Hisabaat aur Kaam hote hain,khalis Interest keliye hi kaam Nahi hota hai,usme doosre kaam bhi shamil rahte hain,lehaza Bank ya Company me Accountant ki job karsakte hain,aur us company ya Bank ka zimmahdar Accountant Nahi balke uska malik ya manager hi hota hai,lehaza usme kaan karne wala zimmahdar Nahi hota hai,
(Al Hidyah,Vol/4)
■■ Deen e islam Aafaqi Deen hai,isme Masleh Hal karlete huve aage badhna hai,warna Is Azmayish wale daur me Nawjawano ke rozgar ke mawaqe ruk jayenge,Jabke ye Job Karna Haram bhi Nahi hai.
Note : Isme Ulama ka ekhtelaf bhi paya jata hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like