BE JAAN KI TASVEER BANANE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,mufti sahab ,
agar insan kisi ki tasveer banata ha e.g makka sharif ya kisi aur ki. Kya yeh jaiz ha shariati mutaharah mai?jazakalla
(umaid ur rahman),
jawab : walikumassalam wa rahmatullah,,islam me kisi jaandar (jaanwali cheez) ki tasveer banane se mana kiya gaya hai,lehaz KABATULLAH etc,,bejaan cheezo ki tasveer banana ki ijazat hai,
(Mukhtasar ul khaleel,vol/3,pg/303),
plz,,read and share it,

You might also like