BIVI KE INTEQAL KE BAAD RISHTEH KA HUKM
Sawal : Walikumassalam , Mufti saheb,
Bivi ke inteqal ke baad Shohar ka rishtah uske saat kiya hoga ?
Shohar kiya uski Namaz e janazah padha sakta hai ?
(Mohammed Rafeeq)
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Bibi ke inteqal ke baad Shohar Bivi keliye Ajnabi hojata hai,
Shohar Bivi ki Namaz e Janazah padha sakta hai.
(Kitab ul Asl,Vol/1,Pg/101..158).
Plz..Share it to All,For islamic service