*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER :SALAH, DAY :120,
Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihuwasallam) ne farmaya: Qiyamat ke din sabse pahle Namaz ke bare me sawal kiya jayega,jiski Namaz Sahi rahi,wo kamiyab hogay,aur juski Namaz sahi na rahi to wo Na kamiyab hogaya,jab uski farz namazo ka hisab kiya jayega agar wo kam rahi to Allah ke hukm se uski farz Namaz me Nafil Namaze Mila di jayegi take Farz Namazo ka tarazoo wazn hojaye.
(Vol/1,H,No:415),
Dars :Dosto,Namaz sahi hone aur na hone ke bare me sawal hoga,
Namaz Chodne walo ko to pahle Dard Naak Azab diya jayega phir baad me sawalaat honge..
Zindagi ke in Lamhaat ko ghaneat jane aur Namazi Banjaye to Zindagi “BANDAGI” me Badal jaygi..Insha Allah..
Plz..share it to All,For islamic Service.