*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :136,

 

Hazrat Abdullah ibne Omer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Kaha,Maine Rasool e Akram
(Sallallahualihiwasallam) ko farmate huve suna ke Aapne Farmaya : Jab Jumah ka Din Pavo to us Din Bhi Ghusl karlo.
(Vol/1,H,No:494),
Dars:To Malum huva ke:Jumah ke D7in Ghusl karna “SUNNAT” Hai,iska Matlab Hargiz ye Nahi hai,ke ..
☆SIRF JUMAH KE DIN HI GHUSL KARNA !!?
Saare Aalam me Islam hi wo Wahid deen hai,jo “PAAKI KO AADHA DEEN” kaha hai,to hame chahiye ke Rozanah Ghusl aur paaki ka ehtemam kare,is se paaki bhi hasil hojati hai,aur Beemariyo(Diseases) se Shifa bhi..aur ghair Muslimo ko ye kahne ka Mauqah bhi Na milega ke..
MUSALMAN SIRF JUMAH KE DIN HI GHUSL KARTE HAI…¿¿!!..

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like