*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH , Day : 52,

 

Hazrat Umme Farvah(raziyallahuanha) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihwasallam) se sawal kiya gaya ke : Aamal me sab se fazeelat wala amal kaunsa hai ?
to aapne farmaya : Namaz ko uske awwal e waqt me ada karna .
(Vol/1,H,No :170),
Dars : Namaz ko uske awwale waqt me ada karne ka matlab ye hai,ke usko ada karne me takheer aur susti nahi karna hai,

plz,,Share it to All,for islamic service.

You might also like