*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH, Day :71,

 

Hazrat Abu Ishaq(rahmatullahialih)ne kaha,maine Baraa ibne Aazib(raziyallahuanhu) se sawal kiya ke Sajdah ki Halat me Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) apna chahrah kaha rakha karte ?
To aap ne farmaya : Dono Haatho ke Darmiyan me.
(Vol/1,H,No:272),
Dars :Baaz log Dono haatho ke ooper Peshani rakh dete hai,ye sahi nahi hai,
Baaz log naak ke qareeb haat rakhte hai ye bhi sahi nahi hai,
Etc..etc…Balke sahi ye hai,ke Sajdah me 2 Haatho ke Darmiyan Apna Chahrah rakhna”SUNNAT” hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like