DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF ,44, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ,

 

Hazrat Abu Hurairah (raziyallahunhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : jab Garmi ke shiddat ziyadah hojaye to Namaz ko thandi karke padho ,kyu garmi ki shiddat jahannam ke gadhe me se hai, !!!!

Dars : Namaz ko thanda karne ka matlab garma ke mausam me zohar ki namaz thakeer se is tarah padhna ke waqt bhi baqi rahe awr garmi ki shiddat bhi kam hojaye,,

awr iska doosra matlab ye bhi hai,ke jab garmi ziyadah hojaye awr sukoon naseeb na hoto apne aap ko sajdah me daal do to uski barakat se thandak naseeb hogi ,inshallah,,

teesra matlab namazo ki pabandi hai,yani bandah jitni namazo ki pabandi karega,Allah usko dunya wa aakhirat dono ki garmi ki shiddat se mahfooz karega,,,

Allah hum sabko do jaha ki garmi wa azab se mahfooz farmaye,,
ameen,,
plz,,read and share it.

You might also like