DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF **** day,11/Chapter : TAHARAT

,

Hazrat Abu Hurairah(rz) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab tum me se koi apni HAJAT (Toilet,etc,,,) ke liye baithe to Qiblah ki taraf NA PEET karo awr Na hi CHAHRAH Qiblah ki taraf karo.

Dars : Is hadees e paak me adaabe qiblah ki taleem hai ke qiblah ki bandah ko her haal me azmath wa ehteraam karna chahiye,haan baz maqamaat per aysi shakal me toilet ho ke zaroorat keliye baithe to qiblah ki tarag chahrah ya peet hoti hoto ,apne chahrah ko thoda sa pher kar apni zaroorat puri karle take us be adabi e qiblah se mahfooz rah sake..

You might also like