DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,40, DAY,Chapter : MASAJID,NAMA,

Hazrat Anas bin Malik (raziyallahuanhu) se rivayat hai,Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab Raat ka Khana Hazir kiya jaye ,awr usi waqt Namaz e Isha khadi ki jaye to Pahle Raat ka khana khalo ,phir Namaz e isha padhlo,
Dars : Allahu Akber Kabeera !!!!
ye Bhi Allah ka Kisa be misal fazal hai,ke jab apne awr bando ke huqooq ki baat aayi to Allah ne bando ke huqooq ko aage kardiya ,awr apne haqq ko peeche,,!!!!
yani tum sab karlo magar meri “BANDAGI” mat chodo kyu ke ” MOMIN KI ZINDAGI” ALLAH KI BANDAGI “” ke baghir Na tamam awr adhori hi hoti hai,
plz,,read and share it,,

You might also like