DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,61, DAY,Chapter : JUMA’H.

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya :
Jo Shaks Jumah ke din achi tarah Wazoo bana kar Masjid me
Namaz e Jumah keliye Hazir huva,awr Waha Khmaoosh raha,to Allah uske Jumlah 8 din ke Gunah maaf kardega,awr farmaya ke jumah ke din dauran e khutbah agar koi chota kankar bhi apne saamne se saaf kiya to wo bekar kaam kiya ,

Dars : yaha per gunaah se murad sagheera gunah hai,jo Allah azza wa jalla, jumah ke din ki barkat awr uski fazeelat me bandah ke jumlah 8 din ke gunah maaf farma raha hai, !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
to hame chahiye ke us din ki qadar kare,awr behter andaz me ibadat karne ki koshish kare,,,

Plz,,read and share it.

You might also like