ETEKAAF KA IRADAH AUR HUKM

Sawal :Assalamu alikum mufti sahab

Etekaf baitne ka eradah kare the magar tabiyat ya aur wajah se nahi baiteh na dusre dino me bait na kya ya nazar magne ke humk me ata kay
Bareye maherbani jawab inayat farmaye?
(Mohammed Ayub),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Ab ye Aapka Iradah jo kiye the wahi hukm hoga,Yani aapke Etekaaf ka Iradah kisi kaam ki takmeel hone se pahle ya kisi maqsad ki takmeeli keliye huva ho to wo Nazar(Mannat) ka Etekaaf kahlayega,to wo Etekaaf per Nazar ka hukm “WAJIB ETEKAAF” hoga,
Agar Aysa Iradah Nahi kiye Balke Ayse hi etekaaf ka iradah Qalbi Sukoon,Ya Gunaho se Hifazat,Ya Ibadaati Mashghooliyat ko Badhane keliye ho to Ab ye Nafil Etekaf hoga,Wajib Nahi hoga,
(Tawzeeh Talveeh,Vol/1)
Jab wo Etekaaf Muqarrarah Din kiye ho to Wo Etekaaf kisi doosre Dino me Etekaaf keliye Baith sakte hai.

Plz..Share it to All,For more Visit Our web site
anwaarulislam,com.

You might also like