KHATNEH KE 21 DIN ?! **

Sawal :As salamu Alikum mufti sahaab mere sawaal ye tha ki kya khatnaa cutting ko jo milaa boltey 21 days kya sahi hai                              (Mohd Sadiqullah,Mbnr),
Jawab :Walikumassalam wa Rahmatullah..
Khatna Karne ke Baad 21 Din(21 Days) tak Maila(Na Paak) Rahta hai,aur koi Naya Kaam Nahi karna etc…Baate Baaz log Kahte hain,iska Shareeat se koi Ta’alluq Nahi hai,
Kyu ke kasar khatnah Chote Bacho ki hi ki jati hai,to wo Mukallaf hi Nahi hote hai,
Haan,Agar Jiski khatnah ki jaye wo agar Baligh ho jaise Baligh hone baad islam qubool kiye ho to unper Khoon ka hukm lagega ke agar khoon us maqam se nikal raha ho to wazoo ke toot jane ka hukm lagayenge warna Nahi,jo Baligh ho wo khatnah karwane ke Baad se bhi unko Namaz padhna Farz hai,yani 21 din etc..ke guzar jane ke intezar ki zaroorat Nahi hai,kyu ke ye Baligh hain,aur Baligh per Har Haal me Namaz farz hoti hai,Bus Paaki ka khayal rakhna zaroori hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/34)
plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like