LADKI KE BALIGH(MINOR) HONE PER DAWAT ??

Sawal : Assalsm alaikum jab 12 saalke bad Ladki pehli martaba haiz ki halat use J ab pesh atihai to log ek kone mein bitha detehai aur uske rishtedar 11/din tak manja keh kar pooriyah aur apne hisab SE alag alag taeake Pak wam har roz latehai kya eah sahi hai?
      (Mohammed Jahangeer),
 Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Jab ek Ladki Baligh hoti hai,to us Baat ko Chupana chahiye kyu ke uske Hijab ke din shuru hochuke hote hai,To islam ne Baligh hone ke baad Ghar ke ladke aur Ladkiyo ke Bister aur utne baithne ke maqamaat ko badalne ka hukm diya hai,aur jab ibadar ki baat ayi to Ghar ke Androoni Kamreh me Namaz padhne ka Hukm diya hai,
to phir ladki ka baligh hone per uske ittela in taqareeb se khud ba khud malum hojati hai,jo sahi nahi hai,aur ayse mauqeh per sabko kahna aur saare rishtehdaro ka pakwan etc banana Kahi se bhi sabit Nahi hai,aur is se wo ladki ko bhi androoni takleef hogi,Ladki ko taqat ki cheeze khilana bura nahi hai,balke usko ek tareeqeh se khilana chahiye na ke is tareeqeh se ke saare rishtedaro ko uske Baligh hona maloom hojayega aur Na Jane agar koi Ghair Mahram(Ajnabi) ko malum hojaye to uske zahen me kiya khayalat aate hai,jiska kisi ko pata Nahi,aur baaz log to dawat bhi karte hai,jo sahi nahi hai,Kyu ke Ye kaam to Ghairo ke Paas bade ehtemam se karte hain.
You might also like