MARHOOM KE NAAM PER KITNA QURAN…?

Sawal : As salmulykum hamara sawaal hai ,,,

qhuran sharif bashkne k liye kya uska mukamil padhna zarori hai kya …aisa 10 12 14 aise pare padh kar bashk sakte kya marhoom k nam … ?
(seemafarha)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Marhoom ke Naam per Eisal e sawab keliye Mukammal Quran padhna Wajib ya Zaroori Nahi hai,Balke Mukhtasar ya 10 ya 20 Paare(Volumes) YA Jitna adhna hosake utna ya Kam se kam Sureh Ekhlaas (Qul Huvallahu Ahad…) ke Surah 3 Baar padhe to 1 Quran padhne ka sawab diya jata hai.
(Mishkat ul Masabeeh,Vol/1,Kitabut Tafseer),
Haan,Agar Mukammal Quran padhe to ziyadah sawab milega aur Na mukammal padhe to Marhoom ke Naam per Baksha bhi sakte hai,magar Jitna padhe utna sawab hi milega.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like