MOAZZAN KA BE WAZU AZAAN DENA…?

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,
1, Sawal… Mouzin Sahab haar rooz bagair wazu Ke Azan dere Kya ye munasib hai kya Moulana..???
[9/4, 3:25 PM] Ghus Psha Mbnr: 2 Sawal… Imam Sahab haar rooz zuhar ki namaz exact (1:30pm) aake padare, bagair 4rakath sunnat ke, Kya ye munasib hai kya….????
(Ghouse pasha)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar koi Baghair wazu ke Azaan de to Azaan hojayegi,Magar ye Adat Bana lena Sahi Nahi hai,Balke Makrooh hai.
(Jamiut tirmizi,Vol/1),
2) Imam ka Sunnate Tark karne se Namaz to hojayegi,Magar Sunnat chodne se uske sawab se Mahroom rahenge,
Aur Ye baat bhi Zahen me rakhe ke Aksar Ayimmah e Kiram sunnat Namaze ghar me bhi padha karte hai,to us se hum sunnat Nahi padh rahe bolna bhi Sahi Nahi hai,
(Al Hidayah,Vol/1)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like