*** MUSALMAN KA HAATH ME RAAKHI BANDHNE KA HUKM ***

Sawal : Assalamualikum,hazarat
koi ladki hame apna bhai manti h to kya ham rakhi bandhwa sakte h ..kya ye zayaz h ya haram h jaldi batayiyega .hujur
kal mine ye wali post padhi kya ye sahi h ye bhi batayga hujur us grup ne dalna jis me ye aaya tha. /
(m rafik),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
Kisi ladki ka kisi ladke ko raakhi bandhna ye Ghiro ke mazhab me IBADATH hai,awr wo Ek Qisam ki pooja hai,lehaza kisi musalman ka kisi ladki se haath me raakhi bandh lena Jayiz nahi hai,awr ayse kaam se ek musalman ko door rahna zaroori hai,
(zujajatul masabeeh,vol/4)

haa ,usko ek bahen ki nazar se dekhna ye bohat achi baat hai,uskeliye Raakhi ki nahi balke sache dil ki zaroorat hai,

plz,,read and share it

You might also like