NEEND YA BEDARI ME MANI KA NIKALNE SE GHUSL KA HUKM

Sawal : Assalamualaikum hazrat mera sawal ye hai
Agar kisko din waqht ehtelaam hojaye to kiya ghusl wajib hai ??

Aur agar kisi ko hosh o hawas mien ye masla pesh aye k ek zarre qhatre ki manind ehtelaam hojaye to kiya wo nijasat wale hisse ko dhole ya ghusl kare baraye mehrbani jawab inyat karein shukriya ?
(mohammed Azam),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Ehtelam din me ho ya raat me har soorat me ghusl wajib hota hai,
haan ,jab bedari ki halat me usne jo dekha hai,agar wo Mani(semen) hai,to aysi soorat me wo kitni hi kyu na ho usper ghusl karna wajib hojata hai,
agar wo Mani na ho balke mazy ya wadi ho to aysi soorat me us per ghusl wajib nahi hota hai,
(Sharh ul Wiqayah,vol/1,pg/76),

plz,,read and share it.

You might also like