RAAT ME NAKHUN(NAILS) NIKALNE KA HUKM

Sawal :Asalamualaikum rb.mufti sab nakhun rat ke waqt me nikal sakte hi ya nahi .asalamualsikum ?
(Mohammed khaleel),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Nakhun nikalna ye saare Nabiyo ki sunnat hai,jo hadees se sabit hai,awr ye paaki wa taharat me se hai,islam me paaki awr taharat keliye koi waqt moqarrar nahi hai,chahe din ho ya raat koi qaid nahi hai,lehaza raat me bhi ” NAKHUN’ (Nails) nikal sakte hai,
(hashiya e jamiut tirmizy,vol/1,pg/2),
plz,,read and share it.

You might also like