ROZAH KI HALAT ME NA PAAK MAREEZ (PETIENT) KO CHOONE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
Mufti saheb mai ek hospital me kaam karta hoo,waha kayi qisam ke patient aate hai,wo kis halat me hote hai,pata nahi,to kiya koi na paak mareez ko choone se WAZOO toot jata hai,?
( Syed Khaja Nooruddin Hussaini)


Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
BA WAZOO hokar kisi mareez (patient) ko chooye to hame pahle ye dekhna hoga ke kiya uske badan(body) per kahi ghilazat jaise Khoon(blood) etc..ya ilaj keliye istemal ki jane wali cheezo me ” SPIRIT” ho awr aap usko choone se wo cheeze bhi aapko lag jaye to us se ” WAZOO” toot jata hai,
haan, agar us ko choone se wo cheeze nahi lage,ya uske badan per koi na paak cheeze to nahi thi magar wo mareez khud na paak tha ,to usko choone se bhi wazoo Nahi toot ta hai,
is ke bare me surah taubah ,me tafseel se ishara kiya gaya hai,

(Al Quran,Vol/10)

plz,,read and share it.

You might also like