3 TALAQ KA HUKM

Sawal : Ek aadmi ne apni aurat ko talak dediya aur aurat ne iddat Ka wakth bhi nikaal liya
Lakin ab Dono ek saath rahna chahate hai ab kya kerna ?
(Nawab sher shah qadir),
Walikumassalam wa rahamtullah,,Agar shohar talaq bayin diya hai,awr yaha to iddat bhi guzar gayi hai,agar ye soorat hai to “”NAYA MAHER AWR NAYA NIKAH” karna hoga,,awr agar 3 talaq de diya hai,toab ab wo dono phir se izdiwaji zindagi guzarna chah rahe hai,to Ab ” HALALAH” yani Bivi ko ek doosre ajnabi aadmi se nikah karna hoga awr apas me un dono ka milap hone ke baad shohar apne marzi se usko talaq dene ke baad phir se iddat e talaq guzarne ke baad ab ye dono nikah kar sakte hai,warna nahi karsakte hai.
(Al Hidayah,vol/2,pg/399),

PLZ,,read and must share it

You might also like