Browsing Category
Activities
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 927/ HADEES NO :2884
Hazrat Sayyiduna Abu Saeed Badri Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Ek shaks Apke Paas Sawari keliye Aye to aapke paas sawari Na Paye to aap unhe Doosre shaks ke paas Bhej diye to waha wo sawari pa liye,phir…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 926/ HADEES NO :2883
Hazrat Sayyiduna Anas Bin Malik Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Ek shaks aapke Paas Sawari Talash me aya to wo apke paas sawari Na Paya to aap ne usko Ek Doosre shaks ki Rahnumayi farmayi to wo waha sawari pa…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 925/ HADEES NO :2881
Hazrat Sayyiduna Abdullah Bin Umr Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Logo tak meri Ek Hadees kyu Na ho Bayan karo,Aur Bani Israeel ki Rivayat Bayan karo koi Baat Nahi,lekin Jo koi Muj per Jhoot kahe to wo chahiye…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 924/ HADEES NO :2878
Hazrat Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: Ek Ansari Shaks Nabi e Akram ﷺ ki Majlis me Baithte aur Aap Se Hadees sunte to Aapko Hadees Achi lagti,lekin wo usko Yaad Nahi rakh pa rahe to wo Aap Sallallahualihiwasallam…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 923/ HADEES NO :2877
Hazrat Sayyiduna Abu Saeed khudri Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: Hum ne RASOOLULLAH ﷺ se (ILM) ko Likhne ki ijazat Talab ki to aapn ne hame likhne ki ijazat Nahi di.
(Jamiut Tirmizi, Vol/2,Hadees No: 2877),
Dars : Ye Hukm…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 922/ HADEES NO :2876
Hazrat Sayyiduna Miqdad Bin Maadikarab Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Suno Ek Aysa Shaks bhi hoga Jo apne Masnad(sofa) PER tel lagaye baitha huva hoga to jab uske Paas meri Hadees Aaye to wo kahega ke :…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 921/ HADEES NO :2875
Hazrat Sayyiduna Abu Raafe Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha: RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Mai Zaroor Ayse Shaks ko Pavunga Jo apne Masnad Pet tennis Laga kar Baitha huva hoga,to jab uske Paas mera koi Baat aye jiska maine Hukm Diya ho ya…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 920/ HADEES NO :2874
Hazrat Sayyiduna Mughirah Bin Shobah Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha,Rasoolullah ﷺ ne farmaya: JO koi Meri Taraf Nisbat karte huve Hadees Bayan kar raha ho aur use Maloom ho ke wo Jhoot hai,to uska Naam Jhooto me likha jayega.…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 919/ HADEES NO :2873
Hazrat Sayyiduna Anas Bin Malik Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha:RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: JO shaks Mujh per Jhoot kahe to Mai Samajhta hoon ke Wo Jaan Boojh kar Kaha hai,to usko Chahiye ke Wo Apna Thikanah Jahannam me talash karle.…
Read More...
Read More...
DARSE JAMIUT TIRMIZI – CHAPTER : ILM DAYS: 918/ HADEES NO :2872
Hazrat Sayyiduna Ali Bin Abu Talib Raziallahuanhu se Rivayat hai, kaha:RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya: Mujh per Jhoot Mat Bolo,kyu ke Jo Mujh per Jhoot kahega wo Jahannam me jayega.
(Jamiut Tirmizi, Vol/2,Hadees No :2872),
Dars : Deen e…
Read More...
Read More...