NAMAZ KE BAAD ZIKR KA SUBOOT ?

Sawal : Assalamualikum mufti sahab,
nimaz k bad jahr say zikr karnay par koi hadees sharief batain?
(umaidur rahaman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,zikr jahri ki hadees,,ye hai,…Imam e tirmizy,ne is hadees ko naqal farmaya hai,ke Nabi e Akram(sallallhaualihiwasallam) namaz ke baad “” LA ILAHA ILLALLAH WAHDAHU LA SHAREEKA LAH LAHUL MULKU WA LAHUL HAMDU YUHYEE WA YUMEETU WAHUVA ALA KULLI SHAIYIN QADEER,,padha karte the,
(jamiut tirmizy,vol/1,pg/66),
Afsos ,,baaz log kam ilmi ki wajah se namaz ke baad zikr wa dua karne ki bidat kahte hai,jo sahi nahi hai,

plz,,read and share it.

You might also like