NAMAZ ME MOBILE RING OFF KARNE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum, mufti sahab,

agar mobile nimaz say pehlay bandh(s off) karna bhool gaya aur nimaz k doran phone aagaya to us phone katna,phone jaib say nikal kar daikhna ya switch of karna kaisa hai?rahnumai farmayiyega.
(umaid ur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Namaz ke dauran agar Phone ki Ring hone lage,jisko wyse hi chod de to doosre namaziyo ki namazo me khalal hoga ,lehaz usko band karne ka tareeqa ye hona chahiye ke ” EK HAATH SE HI USKO JAIB ME RAKH KAR HI BAND KARDE,,AGAR WO NA HOSAKE TO USKO JAIB SE IS ANDAZ SE NIKALE KE 2 HAATHO KA SAHARA NA LENE PAYE,,AWR SWITCH OF KARNE KE DAURAN PHONE ME DEKHNA SAHI NAHI HAI,,,,,,
(Fatawa Annawazil,vol/1)
PLZ,,read and share it.

You might also like