SOOKHI HUVI NA PAAKI KA HUKM

Sawal :Assalam alaikum,Mufti saheb,
kisi bed sheet yaa kapdey prr paishaab,paiqana yaa maani shookh jaaye aur koi osprr baith jaye yaa ose istemaal krley tou oss shaks k kapdey aur badan naapak hojate hai yaa nahi
(iqbal khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Jo soorat aapne batayi hai,yaha to Na paak cheeze sookh chuki hai,lehaza ab koi us per baithe to us se badan awr Kapde Na paak nahi hote hai,kyu ke ab koi na paak cheez badan ya kapde ko nahi lagi hai.

Haan,agar wo Na paaki geeli ho aur wo ek sikkeh(coin) ke barabar kapde ya badan per lag jaye to Badan aur kapde Na paak hojate hain,unkko paak karna wajib hai.

(Sharh ul Wiqayah,Vol/1,Pg/25..50).

You might also like