HALF AASTIN KE SHART PER AZAN AWR NAMAZ

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,

kya haaf astin pay namaz aur azan hojati hai!?
(mateen qadri),
jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Half astin per namaz awr azan to hojati hai,magar makrooh hoti hai
awr ye aadabe bandagi ke khilaf hai,kyu ke Aksr ye T.shart etc,, kisi Manager ya Bade Mansab wale ke saamne pahenkar jane ko Ayd samajhte hai,to jab Allah ke darbar me hazir horahe hai,to Apne poore Badan yani Haatho ko kalayi tak dhankne ki koshish kare,,Yaad rahe ke Namaz ka hojana aur hai,aur Qubool hona aur…isliye jitna adab kare utna hi apne liye aur aane wali Naslo keliye Naseehat wa Tarbiyat hojayegi..Insha Allah.
(sharh ul wiqayah,vol/1,pg/15…25),

plz,,read and share it.

You might also like