KISI KA INFORMATION NIKALNE KA HUKM

Sawal :Assalamualaikum wrwb mufti sahab kisi ka information nikalna jayaz hai kya?

(SYED SAFIUDDIN),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullha,,kisi ka bhi infomation unki ijazat ke baghir nikalna awr unki zaati baato me dakhal andazi islam me jayiz nahi hai,aur jo baate kisi ke bare me zahir hoti ho ex..Social media per unka Mobile Number ho jo sab kelliye zahir ho,jisko wo khud hi zahir karke rakhe ho to usko lene ki ijazat hai,kyu ke usme unki ijazat shamil hoti hai,

haa,agar koi mujrim ho aur unke bare me jurm ke tahqeeq keliye ho to uski ijazat ke baghir jayiz hai,
(Al Quran,vol/18,surah,Noor,),

 

You might also like