ISLAM ME HALALAH KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb ,
islam me Halalah k baare me kiya hukum hi ?
(md danish shaik),

Halalah,,,shohar jab apni bivi ko 3 talaq de phir baad me us ke saath mil kar rahne ka iradah kare to aysi soorat me us bivi per iddat ke baad ek doosre mard se nikah karna hoga,phir hanafi mazhab ke etebaar se jab un dono me milap ke baad ye doosra shohar apni marzi se usko talaq dene ke baad ,phir iddat guzarne ke baad ab wo pahle shoar se nikah ke baad mil kar rah sakte hai,warna Halalah ke baghair mil kar rahna ” HARAM”WA NA JAYIZ ” hai,

(Al Hidayah,vol/2,Pg/399),
plz,,read and share it.

You might also like