QURBANI KE JAANWAR KE HISSAH SE AQEEQAH ?
Sawal :Assalamualaikum mufti sahaab,, Abdul Raheem, sawal, 1,kya qurbani ki gaye me agar hisse bach gaye to kya haqeeqa karsakte hain?
(Abdul Raheem0,
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Qurbani ka jaanwar jaise gaye me hissah bach gaya to us se Doosro ki janib se sirf Qurbani hi karsakte hai,Aqeeqah nahi karsakte kyu ke dono ke Ahkaamt alag alag hai,awr Jaanwar ek horaha hai,lehaza qurbani ke hisseh se AQEEQAH karna Jayiz nahi hai,
(Ahle Khidamat,Pg/82),
plz,,read and share it.