ROZEH KI HALAT ME INJECTION LENE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,,Mufti saheb,
Rozeh ki halat me kiya injection lesakte hai,uska kiya hukm hai,?
(shaik rizwan),


Jawab : Walikumassalam wa rahmatullha,,
rozeh ki halat me injection ke bare me ulama e kiram ke 2 baate hai,
baaz kahte hai,ke roza injection se nahi toot ta hai,awr baaz kahte hai,ke toot jata hai,
lekin jumhoor ulama e kiram ka ittefaq is baat per hai,ke
rozeh ki halat me injection lene se ROZAH TOOT JATA HAI,
lekin jumhoor ulama aysi soorat me yani ilaj ki soorat me rozah ke tootne awr uski qaza doosre dino me rakhne ko kahte hai,(Badaayiu ssanaayie,vol/2,pg/93),


plz,,read and share it.

You might also like