ZAKHAM ,KHOON AWR WAZOO

Sawal :Asslamu alaikum,Mufti saheb,
agar zkahm se khoon musalsil waqfa waqfa bhe raha ho aur namaz ke liye wazo karr rahe hoon aisi surat me kya karna chaye ?wazoo baqi raha ya khoon ke mukammal rukne ka intezar karna chaye ya jamat ko faut hone dena chaye ?
(md umer naqshbandi),
jawab : Walikumassalam wa rahmatullha,, KHOON ke bahne ka intezaar kare phir wazoo bana kar namaz ada kare ,,kyu ke ye shaks daayimi khoon ke bahne wala mareez nahi hai,ye waqti moamlah warna namaz hi nahi hoti hai,lehaza intezaar karna zaroori hai,agarche ke baad me tanha hi kyu namaz na padhne paye,,
haan agar wo daayimi mareez (yani hamesha khoon ka bahna ki beemari) hai,to usko namaz usi halat me padhlena chahiye
(sharhul wiqayah,Vol,1),
plz,,read and share it.

You might also like