AANSU SE WAZOO TOOTNE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum, mufti sahab,
mai nay padha hai ki dukh k aanso aanay wazu toot jata hai.agar allah k khof say aanso aajaye to kya us say wazu toot jaye ga.?
(umaid ur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahamtullah,,Ankho se nikalne wala paani yani Ghum ke ho ya khushi ke us se wazoo ‘ NAHI ‘ toot ta hai,Haan agar aansu kisi beemari ki wajah se bah pade awr doctor kah de ke ye beemari ki wajah se hai,to tab wazoo toot jayega,,naya wazoo banana zaroori hai.
( AL BAHR UR RAYIQ,Vol/1,pg/32),
PLZ,,read and share i

You might also like