DUPATTE KE BAGHAIR WAZOO KA HUKM

Sawal :Asslamu Alekum
Mufti Sahab ek sawal hai usks jawab bataiye pliz
Asslam alikum Kya wazu karte samay ser per duptta rakhna zaruri hai hum thart karte waqt ya nahate waqt wazu kare to us se namaz pad sakte hai ?
(muslim salonki ),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah ,, Khawateen (ladies ) apne sar wa badan ko har haal me chupana yani pardah poshi karna zaroori hai,magar uska wazoo se koi ta’alluq nahi hai,baghir dupatte ke bhi wazoo hojata hai,magar bepardagi ka azab wa gunah to zaroor hoga ,us se bachna zaroori hai,
(AL HIDAYAH,VOL/1,Pg/18),
agar wo dupatta paak hoto us se namaz padh sakte hai,jaisa ke hamara libas hota hai,
Lekin agar tabiyat us taraf mayil nahi hoti hoto doosra dupatta istemal karna behter hai,

plz,,read and share it,

You might also like