DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,30 DAY,Chapter : SALATH,

 

Hazrat Abu Saeed Khudri(rz) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : jab tum me se koi Namaz padhta rahe awr doosra koi us Namazi ke saamne se guzarne ka iradah kar raha hoto usko roke ,awr agar wo inkaar karde to us se rukne keliye sakhti se pesh aaye,awr agar phir bhi na ruke to wo “” SHAITAAN”” hai,
Dars : Allahu Akber kabeera !!!!!!!!!!

Dosto bohat ghaur karne ki baat hai,ke jab Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ke zuban e aqdas se “SHAITAAN” ka lazf nikle to samajh lena zaroori hai,ke us shaks ke akhlaaq insaano jaise nahi balke shaitono jaise hojate hai,awr uska anjaam bhi shaitono jaisa hi hoga,,,
lehaz insaan to ASHRAFUL MAKHLOOKHAAT me se hai,lehaza usko to RAHMAAN ka Bandah banna hai,Nake SHAITAAN ka Bandah ??!!

plz,,read and share it..

You might also like