DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,29,DAY,Chapter : SALATH,

 

Hazrat Ibn e Umer(rz) se rivayat hai,kahe : jab bhi Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) Khule maqam(jangla,,maidan,,etc..)me Namaz Ada farmate to apne Saamne ek lakdi ko gaadh lete,phir Namaz ada farmate,

Dars : Is Hadees e shareef me “SUTRAH” ke baare me bayan kiya gaya hai,
Sutrah ke Meaning ye hai,ke ..wo lakdi ya cheez jo Ek balisht ho,awr wo shahadat ki ungli ke miqdaar me zakheem ho,to usko agar koi shaks Namaz maidan me ya masjid ke khule sahen,ya jangal ke khule maqam me Padh raha hoto usko apne saamne rakh kar namaz ada karle ,phir agar koi uske baad Us Namazi ke saamne se koi guzra bhi to wo gunahgaar nahi hoga,,
ye tamam cheeze isliye hai,ke Namazi ke saamne se guzarne wale ko uske dardnaak anjaam se bachana hai,kyu ke Hadees e shareef me aya hai ke Namazi saamne se guzarna ye gunaaho me sabse bada gunah hai,
Allahu akber kabeera !!!!!
awr doosri khaas baat ye hai,ke jo shaks masiid me Namaz ba Jamat padhne ke baad sunnate padh raha ho to wo Darwaze ke paas ya us jagah bhi sunnat na padhe jaha se musalliyo ka guzar hota ho,take wo pane namaz mukammal karke aasani se baher nikal sake,,

plz,,read and share it.

You might also like