DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF DAY,31,Chapter : SALATH,

 

Hazrat Abu Saeed Khudri(rz) se rivayat hai,kaha : Jab Mi Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) se sharafe mulaqat keliye gaya,to mine Aap ko Haseer (carpet) per Namaz padhte sajdah karte huve dekha,awr mine dekha ke aap ek hi kapde ko apne Badan e Mubarak par lapet kar Namaz padhte huve dekha,

Dars : Hazrat Quban jaye Nabi e Akram (sallallahualihiwasallam) ki saadgi par ke do jaha ke khazono ki kunjiyan aapke daste mubarak me hai,magar aapne saadgi ko pasand farmaya awr us saadgi yani ghareebi bhi me bhi ek kapde me namaz padhne ko AYB bhi nahi samjha ,,
Aaj hamare paas 1 kiya 10,10,,kapdo ke jode hai,magar Namaz padhna nahi horaha hai,,,AFSOS,,,

khaas baat >>> Is Hadees ko hi daleel bana kar baaz ahle hadees kahne wale log ,,apne saro(Heads) par Namaz ki halat me Topi (cap) Nahi lagate hai,jo bilkul SUNNAT ke khilaf hai,kyu ke ye jo hadees hai,ye ibtedaa e islam ke halat the ke us waqt sahaba ko do do kiya ek kapda bhi ghurbat ki wajah bade mushkil se naseeb hota tha,isliye us waqt ek kapde me hi Namaz padhne ka hukm diya gaya ,,
phir jaise hi islam tamam Aalam me pahelta gaya ,awr musalmano ko kaamiyabiya milti rahi ,awr wo dawlat se nawaze gaye to unko apne saro par TOPI (CAP) lagane ka saleeqa khud NABI E AKRAM (sallallahualihiwasallam) ne bataya hai,
(Jamiut tirmizy,VOL/2)..
TO pata chala ke saro par TOPI lagana sarkar ki SUNNAT hai.

plz,,read and share it

You might also like