DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF ,53, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,ke Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Allah ke paas sabse mahboob maqam ” MASJID” hai,awr sabse Ziyadah mabghooz (na pasandeedah) maqam ” BAZAAR” hai.

Dars : to maloom huva jo masjid me rahta ,awr usme ibadat wa khidmat karta hai,to wo bhi ALLAH KA MAHBOOB BANDAH hojata hai.kyu ke jab makan hi mahboob hoto ,phir makeen bhi mahboob hojata hai,
awr bazaar se murad baghir kisi zaroorat awr fahhashi ke asbaab mohayya karne wale bazaar murad hai,warna zaroorat wale bazaar awr unko bazaar se mard hazraat ya khawaateen pardah ki halat me to uski puri shareeat me ijazat hai,
awr be wajah bazaaro me phirne awr ghoomne wali awrato per to Allahi ki ” lanat” barasti hai, ALLAHU AKBER KABEERA !!!!!!!!!

Allah hame suni huvi baato per amal ki taufeeq ata farmaye..ameen.

plz,,read and must share it.

You might also like