DARSE SAHI MUSLIM SHAREEF,52, DAY,Chapter : MASAJID,NAMAZ

 

Hazrat Jabir bin Abdullah (raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Hamare Ghar Masjis se kaafi door the ,to hamne ye iradah karliya ke apne Gharo ko bech de awr Masjid ke qareeb koi doosra ghar khareed le ,to Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne hame aysa karne se mana farmayar,awr kaha ke : Yaqeenan tumhara masjid ki taraf har qadam ke badle Allah tumko neki ata karta hai,

Dars : Subhanallah,,ye ghar bhi kisa ghar hai,ke uski taraf chale to allah sawab awr neki ata farma raha hai,agar bandah usme dakhil hokar Namaz ada karle to uske sawab ka AALAM kiya hoga !!!!!!!!!!!

plz,,read and share it,

You might also like