NIKAH KA GHAR AUR MANDWA??

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Shadi Ke waqt Baaz log Gharo ke saamne Mandwa dalte hai,iska Shareat me kiya Hukm hai ?
(Mohd Fayaz),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Nikah ke Mauqe per Gharo ke saamne Aksar India me Mandwa(Baaz khaas Batto ka wo chatt jo lakdiyo ke sahare banaya jata hai) Uska Nikah aur Islam se Koi Ta’alluq Nahi hai,
aur iska koi Suboot Hadees me bhi Nahi hai.
Ye To Ghair muslimo ki rasm hai,aur wo unke Mazhab ka ek Batil pahlo hai,jis se har Musalan ko Bachna Zaroori hai,
Allah hamare Muslim gharano ko aysi rasmo se mahfooz kare..Ameen..
Note :Kuch Doubt ho to Plz..Ask again me.

You might also like