WAJIB WITAR NAMAZ KA TAREEQAH

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Wajib Witar Namaz ka tareeqah kiya hai ?
(Mazher Hussain),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Wajib witar ki Namaz Isha ki Namaz wa Sunnato ke baad padhna hai,
Iski jumlah 3 rakaat hai, Wajib Namaz ki Niyyat karle,
>1 rakat me surah fateha ke saath koi surah padhe
>2 rakat me surah fateha ke baad koi surah padhe…>Qadah ke baad khade hojaye..
1Qadeh me duroode shareef wa dua e masoorah na padhe..
> 3 rakat me surah fateha ke saath koi saurah padh kar 2 haath(2hands) Allahuakber kahte huve kaano (ears) tak utha kar haath bandhle ..
Phir Dua e Qunoot padhe..
Phir rukoo,sajdo ke baad Qadeh me Attahiyyat ke saath Durrod e shareef wa dua e masoorah padh kar salam pherle..
(Sharh Ul Wiqayah,Vol/1,Pg/34..90.).

You might also like