JUMAH KE DIN KE SAATH KOI ROZAH RAKHE?

Sawal:Asslamulaikum warahmatullah
Badh salam arz Ye Karna Tha k abhi hamare haan Arfah ka Roza Jumma K Din aaraha hai jab K Juma k Din Sirf ek Roza Sahi nahi Hai Aise Sunne me aata hai
Uska Kya hukm hai Baraye Karam wazahat Farma Den
(MOHAMMED ISMAIL,Hyderabad)
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Arafah ka Rozah Nafil Rozah hota hai,lehaza wo kisi bhi Din aaye rakh sakte hain,usme koi Haraj Nahi hai,
Ab Rahi Jumah ke Sirf Ek Rozah Nahi rahne ki Baat Aysa Kuch bhi Nahi hai,Jumah ke Din Ek Rozah bhi Rah sakte hain.
Plz..Share it to All for more visit our islamic website: www.anwaarulislam,com
You might also like