NAMAZ KA QUBOOL HONA ?!!!

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
Humlog jab namaz parte hai to ye pata nahi chalta k namaz qubul hui k nahi ? Kunki main apne dosto ko hi dekhta hu k 5 times jama’at k sath namaz ada krte hai AUR road par bad nigahi aur bad kalami krte hai AUR Ramadan m v isse nahi bachte . Agar namaz ki qubuliat ki koi mayar Allah Ta’aala ne Quran o hadees me bayan kya hai to please bataye take apni aur dosto ki islah kar saku AUR namaz mukammal qayam kr saku
Namaz v prte hai Aur behayayi v se baj nahi ate
Quran ye hadees k hawale se iska Koi zikr ho to bataye please
(mohammed Fareed),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Namaz ke Qubooliyat ka meyaar quran me ye bataya gaya hai,ke..
Wo Bandah Gunaho awr Be Hayayi ka kaamo se Bachna Shuroo karta hai.
(Al Quran,Vol/21,Surah,Ahzaab),
ulam e kiram ne iske alawah bhi kayi alamate bayan kiye hai,
lehaza Namaz padhne ke baad ibadat ke qubool hone ki dua kasrat se karna chahiye,

PLZ,,Share it to All,For islamic service .

You might also like