NIKAH ME DULHA DULAHN APNE SAR (HEAD) PER CHAWAL DALNA

Sawal :Assalamualikum,Mufti saheb,
Hum Ne ek shadi me dekha hai,ke Nikah ke baad DULHA WA DULHAN apne sar(head) per Chawal(Rice) dal rahe hai,to iski ijazat islam me hai ?
(md amer,hyderabad),
Jawab :Walikumassalm wa rahmatullah,,
islam me Nikah karna “SUNNAT” hai,yani ” IBADAT ” hai,
jo LADKA AWR LADKE KI RAZA MANDI AWR 2 GAWAH KE SAATH WALI KI IJAZAT se hojata hai,
to uske baad Dulha wa Dulhan ka apne sar(head) per chawal(rice) ka dalna islam me uski thodi bhi Gunjayish nahi hai,awr ye to ISLAMI TALEEMAT ke khilaf hai,awr usme Rizq ki Be Hurmati awr isrsaf bhi hai,
us ke baad me wo logo ke pairo ke tale aajate hai,
lehaza is se bachna zaroori hai,warna Barkat khatam hojati hai,

plz,,Share it to All,For Islamic Service.

You might also like