DOOSRE MAZHAB KI RESEARCH ?

SAWAAL :Assalamyalikum,MUFTI SAAB . KYA GHAIR MAZHAB WALOUN KO KUCH BOLNE SE PEHLE..KYA US MAZHAB KO RESEARCH KARNA HAI KYA..JABKE ALREADY HAM PADAISHI MUSLIM HAI.AUR QURAAN ME ALREADY BATADIYA GAYA KYA SAHI RASTA KOUNSA HAI AUR GHALAT RASTA KOUNSA..AISA HAMARE EK SATHI BOLRE..KE DUSRE MAZHAB KO BOLNE SE PEHLE USKA RESEARCH KARNA HAI…..

(Mohammed Sameerullah Khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..: Quran me wazeh taur per kaha gaya hai,ke..” INNADDENA INDALLAHI AL ISLAM ” (Al Quran,Vol/2,Surah :Baqarah) Yaqeenan Allah ke Paas Haq wala deen(Mazhab) Islam hai, jab islam ka haq hona sabit hai,to wazeh hai,ke doosre mazhab to Batil hi hai,aur doosrw maqam pe aya hai ke jo Deen islam ke alawah mazhab ko ikhtiyar karega to uska koi AMAL qubool Nahi hoga.
(Al Quran,Vol/2)..
lehaza ab kisi mazhab ke Research karne ki zaroorat Nahi hai,agar research karoge to Deen e islam per shak karna lazim ayega aur ye Amal Hamare Nabi e paak sallallahualihiwasallam ko bhi Na pasandeedah hai,kyu ke aapke saamne tauraat ke kuch hisseh laye gaye to aapne yahi farmaya ke..Agar Moosa(Alihissalam) bhi is waqt yaha hote to Meri hi itteba karte.
(sahi Bukhari,Vol/1).

Plz…Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com

You might also like