KAFAN KE ALAWAH KAPDE ME JANAZEH KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Agar kisi Mayyit(Murdah) ko Kafan (white kapda) ke alawah Sile huve kapde me Mayyit ki Namaz e Janazah padhaye to kiya Namaz hogi ?
(Abdullah),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Agar kisi ko Zaroorat ki wajah se yani ghareebi etc..Ya Sharafat yani Buzrugi ki wajah se Mayyit ko White kapda ke alawah kapde me kafan de to Uski ” Namaz e Janazah ” Hojayegi, usme koi baat nahi.
Haan behter ye hai ke white sadah kapda yani * SUNNAT* ke mutabiq kafan dena hai.
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/20.30..),
Plz..read and share it.

You might also like