HAJJ KARNE WALE KA AQEEQAH KARNA ?

Sawal : Assalamualikum, Mufti saheb,
kiya hajj karne wale ko apne hajj karne se pahle Aqeeqah karna zaroori hai,?kiya Aqeeqeh ke baghir uska hajj nahi hosakta ?
 (md mumtaz0,
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
Hajj karna Sahib e istetaat yani Maal wale per ” Farz” Hai,awr Aqeeqah karna ” SUNNAT” hai,lehaz dono ka hukm alag alag hai,dono ko ek saath jama karna sahi nahi hai,
agar koi AQEEQAH kiye baghir bhi hajj karle to uska hajj hojayega,
(Al Hidayah,vol/1,pg/231),
plz,,read and share it.

You might also like