AQEEQEH ME CUT KIYE HUVE BAAL KA SADQAH ?

Sawal: Assalamualikum, Mufti saheb,
Aqeeqeh ke baad Chote bache ke Jamali baal utarne ke baad,baal k barabar chandi tol kar di jati hy,to kya chandi k bajaye paise diye ja skate hain? Aur kya in paiso ko maozan sahab ko diya ja skta hy ?
(Mohammed Noman,Mahbubnagar),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Jis kisi ka Aqeeqah Jab bhi kare to uske Baad Unke Baal ka Halaq karvana Sunnat hai,phir Unke Baal ke Barabar Chandi ya uski Raqam Ghareebo me taqseem karne ki ijazat hai,
Aur Ye Raqam Ghareeb Moazzan Saheb ko bhi de sakte hain.
(Bahrur Raayiq,Vol/3),
Plz..Share it to All for more visit our islamic website: www.anwaarulislam,com.
You might also like