AZKAAR KE ALFAAZ KA HUKM

Sawal : Assalamlikum Mufti sahab
mera Sawal
“Astagfirullah” padna chahiye ya phir poori duwa “Astagfirullah ha rabbi min kullli zamyu…………”
padni chahiye?
agar sirf Astagfirullah padne se gunahao ka kaffara hojayega?
ya poori duwa padni lazim hain ?
(mohammed abdul qayyum),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullha…Puri dua ,yani ye wird mukammal padhna ziyadah Afzal hai.lazim Nahi hai,
sift Astaghfirullah sache dil se padhle to wo gunaho se bakshish ka zariyah hoga..
inshallah..
note : Allah ke darbar me Lafz se ziyadah Dil ke Niyyat ki ahmiyat hoti hai,lehaza awraad jo bhi padhe khalis dil se padhe inshallah tala Allah hamari soch se ziyadah NEMATE ataa farmayega..

pLZ,,read and share it.

You might also like